Earn Money from Paytm - Paytm Se Paise Kaise Kamaye

 Earn Money from Paytm - Paytm Se Paise Kaise Kamaye

Hello Friends Aaj Hum Baat Karne Waale Hai Paytm Ke Baare Mein Ji Haa Dosto Earn Money From 

Paytm - Paytm Se Paise Kamaye Ki Puri Jaankari Aapko Me Aaj Dene Waala Hun. Or Aisa Nahin Hai 

Ki Me Aapko Aise Hi Bataa Rahaa Hu Maine Khud Paytm Se Kaafi Paise Kamaye Hai Or Kamaa Bhi 

Rahaa Hu Tab Aapke Sath Ye Sab Shere Kar Raha Hun. Jis Tarah Maine Paytm Se Paise Kamaye Aap 

Bhi Paytm Se Paise Kamaa Sakein. Aaj Me Aapko Paytm Ke Baare me Detail Me Jaankari Dene Wala Hun. 



Sabse Pehele Doston Baat Karte Hai Paytm Kya Hai?

Paytm Kya Hai?

To Doston Paytm Jo Hai Vo Ek Company Hai Jo Ki Aapko Online Transaction , Payments , Recharges 

, Bill Payments , Bus Booking , Movies Tickets , Train Tickets etc... Yahan Tak Ki Bank Account Bhi 

Aap Online Hi open Kar Sakte Hai Paytm Bank Me. Aap Paytm Mall Se Shopping bhi Kar Sakte Hai. 

Or Bahut Saari Online Suvidha Paytm Aapko Deta Hai.

Paytm se Hamara Kya? Fayda Hai

Paytm Ko Agar Aap Use Karte Hai. To Aap Online Transactions Payments Sab Kuch Ghar Baithe Kar 

Sakte Hai. Or Sabse Badi Baat Paytm Se Aap Payments Karte to Paytm Aapko Hazaron Rupay Ka 

Cashback Deta Hai.

Paytm se Paise Kamane Ke Liye Kya - Kya Hona Zaruri Hai?

Paytm Se Paise Kamane Ke Liye Aapke Pass Bahut Kuch Hona Zaruri Nahi Hai. Surf Kuch Chizein Hona Zaruri Hai.

1. Bank Account

2. Internet

3. Basic Internet Knowledge

Paytm se Paise Kaise 🤔 Kamaye?

Paytm Se Paise Kamane Ke Liye Aap Paytm Download Kar ke Paytm me Registered Kar Lijiye or 

Apni KYC Complete Karwa Lijiye Uske Baad Aap Apna Bank Account Paytm Se Link Kar Lijiye Ab 

Aap Paytm se Koi Bhi Payments Kar Sakte Hai.


Jesa Ki Me Aapko Bataa Chuka Hu Paytm Ek online Payments Option Hai. Or Online Shopping Bhi 

Paytm Ki Ja Sakti Hai. Paytm Se Aap Koi Bhi Payments Karte Hai To Paytm Aapko Hazaron Rupay 

Ka Cashback Deta Hai. Aap Paytm se Bill Payment Kar Ke Bus Ki Tickets Book Kar Ke Train Tickets 

Book Kar Ke Online Shopping ki Madad Se Or Bahut Saare Option Hai Jinki Madad Se Hazaron 

Rupay Kamaa Sakte Hai. 

Top 10 Way to Make Money 💰 From Paytm

Hello Dosto Aaj Ka Jo Hamara Topic Hai Vo Hai. Paytm Se Paise Kaise Kamaye - 10 Tarike Ji Ha 

Dosto Aaj Me Aapko Paytm Se Paise Kaise Kamaye ye Batane Wala Hu Or Vo Bhi Ek Ya Do Nhi 

Balki Paytm Se Paise Kamane Ke 10 Tarike Me Aaj Aapko Batane Wala Hu. Jiske Jariye Aap Kaafi 

Acche Paise Kamaa Sakte Hai. Read More...

Paytm KYC Kya? Hai

Paytm Par Jab Aap Account Create Kar Lete Hai Registered Kar Lete Hai To Paytm Aapko KYC 

Karne Ke Liye Kehta Hai. KYC Ka Matlab Hota Hai Aapko Paytm Ko Apna Id Proof Ki Details Deni 

Hoti Hai Apne Aap Ko Verify Karna Hota Hai. KYC Do Tarah Ki Hoti Hai.


1. Minimum KYC

2. Full KYC

Minimum KYC

Minimum KYC Me Aapko Apne Apne Id Proof Ki Details Deni Hoti Hai. Jiske Baad Aap Paytm Me 

Kuch Chizein To Use Kar Sakte Hai But Puri Tarah se Nahi.

Full KYC

Puri Tarah Se Paytm Use Karne ke Liye Aapko Full KYC Karni Hoti Hai. Jiske Liye Aapko Khud 

Jana  hota Hai. Or Id Proof Ke Sath Khud ko Verify Karana Hota hai. Jo Ki Aap Aas Pass Ke Kisi Bhi 

Shop Se Karaa Sakte Hai Jo Paytm KYC Karte Ho. 

मेरी अंतिम राय इस लेख पे

कैसा लगा मेरा ये लेख मुझे तभी पता चलेगा जब आप निचे कमेंट करेंगे. तो आज हम क्या सीखे ये फिर से देख लेते 

हैं. आप सीखे वेबसाइट क्या है और इसके प्रकार. हम इसके सम्बन्धी सब्दों के बारे 

में भी विस्तार से चर्चा किए हैं. आपको सायद पता नहीं हो हर एक minute में 1 नई website बन रही है. भविष्यत  

में आपको सारी जानकारी आपको Inernet में ही मिल जाएगी जो अभी नहीं है. मेरी हमेशा से यही कोशिश रहती है 

की readers को Website के विषय में पूरी जानकारी प्रदान की जाये जिससे उन्हें किसी दुसरे sites या internet में 

उस article के सन्दर्भ में खोजने की जरुरत ही नहीं है. इससे उनकी समय की बचत भी होगी और एक ही जगह में 

उन्हें सभी information भी मिल जायेंगे. यदि आपके मन में इस article को लेकर कोई भी doubts हैं या आप 

चाहते हैं की इसमें कुछ सुधार होनी चाहिए तब इसके लिए आप नीच comments लिख सकते हैं. यदि आपको यह 

post Website क्या होता है in hindi पसंद आया या कुछ सीखने को मिला तब कृपया इस पोस्ट को Social 

Networks जैसे कि Facebook, Google+ और Twitter इत्यादि पर share कीजिये.

Thanks for giving you time

Previous Post Next Post