Search Engines Se Adhik Traffic Nahi Milne Ke 12 Problems

 Search Engines Se Adhik Traffic Nahi Milne Ke 12 Problems

 Search engines traffic website, blog ke liye kitna important hota hai, ye bat sab jante hai. agar aap 

blogging me fit ho or 20-50 high quality article likh chuke ho to aapki site ki monthly traffic 1,00,000+ 

pageviews hogi becoz aapke pas 50 posts 100+ post hai. agar nahi bhi ho to jarur aapse koi galti ho rahi 
hai.  don't worry aapko tention karne ki jarurat nahi hai. mai aapko bta raha hu ki kin galtiyo ki wajah 

se aape blog par slow traffic hai. or kya kar ke aap search engine se high traffic recieve kar sakte ho.

Why I Don't Get Traffic From Search Engines

blogging easy nahi hai isme bahut sari bato ko dhyan me rakhna padta hai tabhi aap blogging me 

success ho sakte ho. blogging me sabse important hota hai traffic agar aapke blog par traffic nahi hai to 

kuch bhi nahi hai. or traffic pane ka aasan or free tarika hai search engines.


 
Agar aap search engines se acha traffic recieve karte ho to aapko success blogger kahna koi aashcharya 

ki bat nahi hogi. but agar aapko search engines se traffic nahi milta to ye bahut buri bat hai. iska matlab 

aapse kahi na kahi koi mistakes ho rahi hai.

In this article me mai aapko search engines se traffic nahi milne ke kuch popular Galtiyo (mistakes) ke 

bare me bta raha hu. agar aap in me se koi galti kar rahe hai to jald use theek (solve) kar le.


12 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke

Blogging me kadam rakhne ke bad bahut se log sidhe post likhne par focus karte hai or blog SEO par 

dhyan nahi dete. actually ayse log apne aapko smart samajhte hai or wo sochte hai ki wo akele sab kuch 
kar sakte hai. it's wrong ye bilkul galat hai.

Hum kisi kaam me success tabhi ho sakte hai jab hum us kam ko karne wale dusre logo ki help kare or 

unki help le. So blogging me success hone ke liye hume is bat ka khyal rakhna hai ki kahi humse koi 

mistakes to nahi ho rahi hai.

1. Your Site Don't Indexed

Agar aapki website ya blog all search engines se se submit nahi hai to aapko adhik traffic nahi milega. 

kuch log sochte hai ki meri site to allready search result me show hoti hai fir submit karne ki kya jarurat hai.

Website ko search engine se submit karne se aapki site ki search ranking badhti hai or aapki site fast 

index hoti hai. jisse aapko or adhik traffic milta hai.

Examply bina submit kiye aapko jis site par search engines se 100 audience per day milte hai wohi 

aapko site submit karne se 500-1000 visitors per day mil sakte hai.

Apni site par high traffic pana chahate ho to abhi apni site ko google, bing, yahoo, ask and other sabhi 

search engines se submit kare.

Blog Ko Sabhi Search Engines Se Submit Kaise Kare


2. Don't Create Sitemap

Search engine aapki site ko aasani se index kar sake, iske liye site ke liye sitemap create karna bahut 

jaruri hai. wese to aapki site ko search engine wese bhi index kar leta hai.

But sitemap me aapki site ki puri data short me hoti hai. I mean aapki blog ki sabhi posts, pages ke links 
ki list sitemap me hoti hai. jise search engine ko index karne me problem nahi hoti hai.

Agar aap chahate hai ki aapki new post bahut jald search me aaye to abhi apni site ke liye sitemap 
banaye.

Apni Website (Blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye

3. Don't Submit Sitemap

Bahut se logo se ye galti hoti hai. actually wo site ke liye sitemap bana kar us par dhyan nahi dete hai or 
sitemap ko search engine se submit karna bhool jate hai.

Search engine tabhi aapki site ke sitemap ko scan karta hai jab aap usse sitemap ko submit karoge. 

google webmaster, bing webmaster sabme sitemap submit karne ka option hota hai. iske liye aap 

humari ye post pad sakte hai.

4. Don't Use Keywords

Aksar hindi bloggers se ye mistake jyada hoti hai. new blogger ko to ye bhi pata nahi hota hai ki 

keyword kya hote hai or inhe blog me kaise use kiya jata hai. iski wajah se unhe search engine se adhic 

traffic nahi mil pata hai. 



Keywords yani internet par konsa word kitna fomus hai. konsa keyword internet par sabse jyada search 

kiya jata hai. agar aap sabse jyada keyword ko dhyan me rakh kar post likhoge to aapko search engine 

se jyada traffic milega. becoz aapki post bhi un keywords ke search karne par search result me aayegi.

5. Don't  Write High Post Content

Agar aap apne blog ko high ranking me dekhna chahate ho to aapki ek post me 2,000 words hone 

chahiye. but har post me itne word use nahi kar sakte to ek plan bana lo ki post me 1,000 words se kam 

words kabhi use na kare. warna aapko search engine se traffic n ke barabar milega.

Examply man lijiye aapne "Search Engines Se Traffic Nahi Milne Ki 11 Wajah' topic par post likhi or 

or aapki post me 500-600 words hai. ab kuch din bad kisi or ne isi topic par post likhi or uski post me 

1000 words hai. uske bad kisi or ne isi topc par post likhi or uski post me 2000 words hai to aapki post 

3 number par hogi.

Ab sochiye ye 1000 or 2000 words wale kitne log ho sakte hai. agar 10 bhi huye to aap bahut piche rahe 
jaoge. isliye apni post me kam se kam 1000 words to jarur use kare. tabhi aapko search engine se acha 
traffic milega.

6. Don't Add Numeric In Post Title

Aaapne bahut se blog ki post me dekha hoga ki unki lagbhag har post me ek word nubric hota hai. I 

mean post name (title) me ek 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7, 8, 9, 10, 20, 50 or 100 jaise popular number add hota 
hai.

Apni post ko or jyada SearchEngines (SEO) Friendly banane ki search engine ranking me yeh very important tips hai.


Har ek success blogger is tricks ko follow karta hai. aap bhi try kar sakte hai. agar jarurat ho to apni 

post title me ek number jarur use kare. iski adhik jankari ke liye ye post padiye.

Aakhir Har Blogger Success Kyu Nahi Hota, Blogging Fail Hone Ki Wajah Jane

7. Don't Sharing on Social Network

Post likhne ke bad use social media par share nahi karna ek bahut badi galati hai. search engine social 

media par share ki gayi post ko bahut jaldi index karta hai. isse aapki post jaldi search me aati hai or 

aapko backlinks bhi milte hai.

So post publish karne ke bad use social sites par share karna na bhoole. jab aap post likhne me itna time 
laga sakte ho to 5 minutes nikal kar post ko share bhi kar sakte hai.

Isse aapko kei fayde hai jaise aapki post searcj engine me jaldi aayegi to aapko search engine se jyada 

traffic milega. sath hi jab koi social media par se aapki post par aayega to aapki site ko us social site se 

backlinks milega.

8. Don't Putting Heading In Post

Psot likhte time kuch log post me words to bahut add kar dete hai. but post me subheading use nahi \

karte hai. subheading me aap post title se related heading add kar sakte ho.

Agar aap heading nahi kar pate ho to pos title ko hi heading bana sakte ho. isse visitors or search engine 
dono ko aapki post ko samajhne me aasani hoti hai.

Sabse achi bat aapki post search engine me post heading ke search karne par bhi search me aayegi. 

examply is post ka title hai "Search Engines Se Adhik Traffic Nahi Milne Ke 11 Karan" or is post me 

maine heading use ki hai "11 Karan Search Engines Se Jyada Traffic Nahi Milne Ke" to aap in dono 

topic se meri post ko search kar sakte ho.


9. Don't Optimize Images

Blog post me hum jo photo ad karte hai. unhe optimize karke bhi hum apne blog ki search ranking 
improve kar sakte hai. post image me aapko image ka name or description add karni hoti hai. jisse 

search engine ko pata chalta hai ki ye image is post me kyu add ki gayi hai.

Master key ek image 2000 words ke brabar hoti hai but post me sirf wohi image use kare jiski jarurat 

ho. bina jarurat ke extra photo use karne se ulta search engine se kam traffic milta hai.

10. Don't Focus Latest Update

Blog par low traffic ki wajah hoti hai blog me visitors ke pasand ki jankari nahi hona. agar aap ye soch 

kar post nahi likhoge ki log kya chahate hai or sabse jyada log kise pasand karte hai to koi bhi aapki site 
par nahi aayega.

Har koi new jankari pana chahata hai. or daily hazaro news banti hai. so most updates ko ignore nahi 

kare. jaise happy new year, top functions. search engine se acha traffic pane ke liye humesha logo ko 
nayi jankari dene ki koshish kare.

New update ko user sabse jyada search karte hai. so aapki post new featurs wali hogi to wo search engine me jarur show hogi or aapko adhik traffic milega.

11. Don't Add Internal & External Links

Blog post ki low search ranking ki ek wajah ye bhi hai ki post me internal and external links add nahi 

karna. internal and external visitors or search engine dono ko aapki post me or adhik jankari milti hai.

Internal Links: internallinks wo hote hai jo aap post me apni hi dusri post ka link add karte ho. examply 

jaise maine is post me bhi internal links add kiye hai.

External Links: external links wo hote hai jo hum apni post me kisi or site ka link add karte hai. 

examply jaise hum search engines par post kar rahe hai to hum post me search engine site ka link add 

kar sakte hai.

12 Tips: 

Yad rahe post me internal or external links dono post se related hi use kare. tabhi aapko search engine 

se jyada fraffic milega. agar aap post me di gayi jankari se laga links add karoge to usse koi fayda nahi 

hoga.

मेरी अंतिम राय इस लेख पे

कैसा लगा मेरा ये लेख मुझे तभी पता चलेगा जब आप निचे कमेंट करेंगे. तो आज हम क्या सीखे ये फिर से देख 

लेतेहैं. आप सीखे वेबसाइट क्या है और इसके प्रकार (What is Website in Hindi). हम इसके सम्बन्धी सब्दों के 

बारे में भी विस्तार से चर्चा किए हैं. आपको सायद पता नहीं हो हर एक minute में 1 नई website बन रही है. 

भविष्यत  में आपको सारी जानकारी आपको Inernet में ही मिल जाएगी जो अभी नहीं है. मेरी हमेशा से यही 

कोशिश रहती है की readers को Website के विषय में पूरी जानकारी प्रदान की जाये जिससे उन्हें किसी दुसरे sites 

या internet में उस article के सन्दर्भ में खोजने की जरुरत ही नहीं है. इससे उनकी समय की बचत भी होगी और 

एक ही जगह मेउन्हें सभी information भी मिल जायेंगे. यदि आपके मन में इस article को लेकर कोई भी doubts 

हैं या आप चाहते हैं की इसमें कुछ सुधार होनी चाहिए तब इसके लिए आप नीच comments लिख सकते हैं. यदि 

आपको यह post Website क्या होता है in hindi पसंद आया या कुछ सीखने को मिला तब कृपया इस पोस्ट को 

Social Networks जैसे कि Facebook, Google+ और Twitter इत्यादि पर share कीजिये.


Thanks for giving you time

Previous Post Next Post