No Follow Vs Do Follow Link Dono Me Kya Difference Hai
Jab mai Search Engine Optimization ke bare me article likhta hu to meri humesha koshish rahti hai ki
mai apne reader ke liye kuch better jankari share kar saku. In this post, Mai aapko bta raha hu ki No
follow and Do follow links kya hote hai or SEO ke liye konsa link use karna sahi hai
Jo blogger blog SEO me new hai unke liye Nofollow or Dofollow links ki information hona bahut jaruri
hai. Agar aap ko bhi dofollow or nofollow link ki confusing hai to ye post aapke liye useful sabit ho
sakti hai. How to makes a good web designer.
No Follow or Do Follow Link Kya Hote Hai
No Follow and Do Follow link ke bare me janne se pahle mai aapko suggest karunga ki aap pahle
backlinks ko ache se samajh le. Kyuki backlinks ki jankari ke bina ye post aapke sir ke upar se nikal
Backlinks Kya Hai or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai post me maine backlinks ke bare me
details se btaya hai. Aap pahle is post ko read kare uske bad is post ko padhe.
विषय-सूची
No Follow and Do Follow links Ke Bare Me Janna Kyu Jaruri Hai?
Blogging me fir chahe wo kisi bhi topic par ho other site ke links use karne ki jarurat hoti hai. Or agar
humse galti se bhi kisi bad site ya fake site jaise p*rn, s*xy product, bad information, hacking tips and
criminal info site ka link apne blog ki post ya commnet me add ho gaya to search engine humari site ko
spam kar sakta hai.
Jiska natija ye hoga ki humari site search wengine me show honi band ho jayegi. Show is problem se
bachne ke liye hume nofollow or dofollow ki jarurat hoti hai. Jiski help se hum bad links ko search
Website Blog Broken Links Check Karne Ki Top 5 Websites
Website Me Bounce Rate Kya Hai or Iska Kya Matlab Hota Hai
Search engine kisi bhi tarah ki hinsak samgree blog par share karna aloow nahi karta hai. Or agar aapka
blog blogger par hai to goole aapke Blog Ko Delete bhi kar sakta hai. So is post me btaye tarike se ye
matlab nahi hai ki aap bad links ko search engine se hide kar galat jankari share kar sakte ho.
NoFollow Vs DoFollow Link Dono Me Kya Difference Hai
Upar btayi bato se aapko ye to clear ho gaya hoga ki hume No Follow or Do Follow Links ki jarurat
kyo padti hai. Or mai ye bhi man leta hu ki aapko backlinks ke bare me achi jankari hai. So ab mai
aapko btane ja raha hu. Do-Follow and No-Follow link ke bare me. Agar aap real me iske bare me
jankari chahate ho to meri bat ko dhyan se sune or samajhe.
10 SEO Terms Jinke Bare Me Har Blogger Ko Pata Hona Chahiye
1. No Follow Links Kya Hote Hai
No Follow Links wo link hote hai jinhe search engine robot post ko index karte time ignore kar deta
hai. My means search engine nofollow links ko index nahi karta hai. Iska matlab hai ki website owner
ya blogger nofollow link use karega to use search engine pass nahi kar sakta ause sirf human yani
peoples hi read kar sakte hai. Online Favicon Generate Kese Kare or Blogger per sitemap kese Submit Kare
Simple shabdo me kahu to hum nofollow link use kar ke search engine se link ko chupa asakte hai. Or
apni site ko search ranking me spam hone se bacha sakte hai. No follow links un site ke liye kiya jata
hai. Jo fake site ho sakti hai.
Example No Follow Link:
No Follow link use karne ke liye aapko link me sirf rel=”nofollow” code use karna hai. Uske bad search engine is link ko nahi padh sakta.
2. Do Follow Links Kya Hote Hai
Do Follow Links Sabhi search engines ko links index karne ko allow karta hai. Yani do followe links ko
all search engines pass kar sakte hai. Search engines or human dono is link ko padh sakte ho.
Or aap do follow link me Keywords Use Kar ke apni site ki search ranking ko increase bhi kar sakte
hai. Mera kahne ka matlab ye hai ki jab hum post me backlinks use karte hai to links ki jagah Focus
Keywords bhi use kar sakte hai. Jise anchor text kahte hai.
Example No Follow Link:
All defualt links Do Follow links hote hai. So aapko link me Do-Follow link use karne ke liye koi extra
code use karne ki jarurat nahi hai. Twitter per Username Kese Change Kare
Ab aapko ye bat pata chal gayi hogi ki No Follow and Do Follow links me kya antar hai or ye kaise
kaam karte hai. So ab mai aapko ye or bta du ki "Websie Ya Blog Me No Follow and Do Follow link
Kaise Use Karte Hai".
No Follow and Do Follow links
Google ka kahna hai ki hume apni site ya blog me outgoing links use karte time nofollow links use
karna chahiye. jisse aapki site ki search ranking low na ho. But iska matlab ye bilkul nahi hai ki aap har
jagah nofollow links use karo. How to change Instagram User Name
Aysa karne par search engine un links ko index nahi kar payega or aapki site ki search ranking discrease
ho jayegi. So ye sawal bahut important hai ki hume nofollow links kaha kaha use karne chahiye. Don't
worry mai iske bare me bhi details se bta raha hu. Aap bas post ko dhyan se padhe.
Do Follow Links Kaha Kaha Use Karne Chahiye:
Hum jo bhi links blog post me use karte hai. Wo sabhi links dofollow links hote hai. Iske liye hume link
me koi bhi code alag se add karne ki jarurat nahi hai. Ye kuch point hai jo aapko or bhi aasani se samajh
Apni site ki other post ke links: Aap apni hi site ki dusri post ka link dofollow link ki tarah use kar sakte
ho. Mai hi nahi sabhi blogger or website owner aysa karte hai.
Related content links: Agar koi aapki site se related jankari share karne wali site hai or usse aapke ache
relation hai. Aapko us par pura yakin hai ki us par bad information share nahi ki jati hai to aap uska
links bhi dofollow kar sakte ho. Blogger per Post Kese Likhe
High quality websites: Internet par jo website fomous hai or jinke bare me sabhi o pata hai ki in par
100% sahi jankari hoti hai, Jaise google, yahoo and other.
Original source link: Jis site par aapko pura bharosha hai ki is par original content share kiya jata hai.
Uska links bhi aap defualt use kar sakte ho.
Jab bhi hume aysi other site ka link apni post me add karne ki jarurat padti hai, Jiske bare me hume puri
jankari na ho. Uske link ke liye hum No Follow type ke links use kar sakte hai.
Unrelated sites in content:
Jis site ka content aapki site se related na ho or jis par aapko pura bharosha na ho. Uska link aap
nofollow typeme use kare.What is Different Static and Dynamic web-page/website ?
Bad Sites:
First to aapko apni site me p*rn, s*xy product, bad information or hacking ki jankari dene wali site ka
link add nahi karna chahie. But agar jyada hi jarurat ho to inke link ke liye 101% nofollow type ka link
use kare.
Affiliate Links:
Affiliate site pata nahi kis kis tarah ke product sale karti hai. Unme fake information bhi ho sakti hai.
So aap affiliate programing site link ke liye bhi nofollow links use kar sakte hai.
In comments section: Comment section me humesha dusri site ka link btate time nofollow links use
Mai aapko yahi suggest karunga ki aap affiliate marketing or other kisi spam site ke liye noindex
attribute yani no follow links hi use kare. Or jaha tak ho sake spam website ka link apni site par add
karne se bache.
मेरी अंतिम राय इस लेख पे
कैसा लगा मेरा ये लेख मुझे तभी पता चलेगा जब आप निचे कमेंट करेंगे. तो आज हम क्या सीखे ये फिर से देख लेते
हैं. आप सीखे वेबसाइट क्या है और इसके प्रकार (What is Website in Hindi). हम इसके सम्बन्धी सब्दों के बारे
में भी विस्तार से चर्चा किए हैं. आपको सायद पता नहीं हो हर एक minute में 1 नई website बन रही है. भविष्यत
में आपको सारी जानकारी आपको Inernet में ही मिल जाएगी जो अभी नहीं है. मेरी हमेशा से यही कोशिश रहती है
की readers को Website के विषय में पूरी जानकारी प्रदान की जाये जिससे उन्हें किसी दुसरे sites या internet में
उस article के सन्दर्भ में खोजने की जरुरत ही नहीं है. इससे उनकी समय की बचत भी होगी और एक ही जगह में
उन्हें सभी information भी मिल जायेंगे. यदि आपके मन में इस article को लेकर कोई भी doubts हैं या आप
चाहते हैं की इसमें कुछ सुधार होनी चाहिए तब इसके लिए आप नीच comments लिख सकते हैं. यदि आपको यह
post Website क्या होता है in hindi पसंद आया या कुछ सीखने को मिला तब कृपया इस पोस्ट को Social
Networks जैसे कि Facebook, Google+ और Twitter इत्यादि पर share कीजिये.