Online Logo Generate Kese Kare

 Liye Stylish Logo Online Kaise Banaye

Blogging ke liye aap chahe Blogger platform ka use kar rahe ho ya WordPress ka. Blog bana lene ke 

baad sabse pahli chij aati hai use design karne ki, aur designing me sabse pahle baat aati hai Website 

Header Logo ki. To is post me ham aapko Blog Ke Liye Stylish Logo Online Kaise Banaye, ye 


batayenge.



Stylish Logo Online banana bahut aasan prakriya hai. Lekin jo log image editing nahi jante. unke liye 

ye chhota kaam bhi bahut bada hai. Isliye is post me ham apko Free Online Logo Maker ke jariye, Logo 

Generate karna aur design karna batayenge. Blogger per sitemap kese Submit Kare


blog-ke-liye-stylish-logo-online-kaise-banaye


Logo Kya Hai (What Is Logo): Logo ek tarah se, kisi bhi sansthan, vyavasay, udyog ya website, ke 

naam ko design karke ya stylish tarike likhkar banaye gaye image ko kahte hain. Kyonki ye us kaam ya 

sangathan ke pratik banane ka kaam karti hai. Aap ise us vyakti ya sansthan ka chehara bhi kah sakte 
hain.



Blog Ke Liye SEO Friendly Image Kaise Banaye?


WordPress Blog Kaise Banaye?


Logo Ka Design, rang-rup aur aakar (pixel size) ye sab is baat par depend karte hain ki aap kis website 

ya social media ke liye Logo bana rahe hain. Jaise ki agar aap blog ke liye logo ka size 662×168 (only 

for example) hota hai matlab chaudai (width) jyada aur height (lambai) kam.

Blogger Post Me Image Upload Karne Ki Puri Jankari.

Lekin agar ham YouTube Logo ki baat kare to vo charon taraf se barabar hoti hai. Yaani ki 1200×1200. 

Isi prakar se YouTube thumbnail aur YouTube Channel Art ke size bhi alag-alag hota hai. Facebook 

page Logo aur cover photo size bhi alag-alag hota hai.


Isi prakar jis ke liye Logo Design kiya ja raha hai. Usi ke anurup, uska rang, roop aur akar-prakar 

decide kiya jata hai. Logo Image ke liye PNG format ko, ideal format mana gaya hai. Kyunki ye format 

transparent hoti hai aur website ke background colour ke hisab se adjust ho jati hai.

Logo Design Kaise Kare


Logo Design Kaise Kare? Jyadatar log, jo designing ka kaam nahi jante hain. Unhe bahut pareshani hoti 
hai. Isaliye ham apko kuchh Logo Design Ideas de rahe hai. Taki aap samajh sake ki apko apne Blog Ke 
Liye Kaisa Logo Banana Chahiye? ham kuchh basic Ideas de rahe hain. vo zindgi bhar apke kaam 
aayegi.

Logo Design Ideas


Blog Theme ke primary colour par dhyan de aur logo ke rang me primary theme colour aur second 

primary colour ka use kare. How to change Instagram User Name

Website ka header background (mobile aur desktop dono ka) colour check kijiye usi ke anusar logo ka 


Kam se kam 2 aur jyada se jyada 3 rangon ka hi istemal kare.

Colour choose kar lene ke baad, ab apko font family select kar lijiye.

Aap do fonts family bhi use kar sakte hain. Lekin ye dhyan jarur rakhen ki dono fonts family ek dusre 

ko complete karte hain.Blogger per Post Kese Likhe

Ab apko koi ek shape choose karna hai. Jiske istemal se aap logo design kar payenge.

Ye tips unke liye hai. Jo khud Logo Maker App me, Logo Create karte hain. Ye bahut simple tarika hai 
kisi bhi tarah ke logos banane ke liye.


Stylish Logo Online Kaise Banaye


Is Online Logo Maker Tool ka istemal aap mobile aur computer dono me kar sakte hain. Pahle 

cooltext.com me chale jaiye. Yahan bahut sare designs, font familes maujud hai.

online-logo-kaise-banaye


Ab thoda niche jane par apko bahut sara designs dikhenge. Jo pasand aaye, us par click kare.

Favicon Kaise Banaye (Hindi)  


online-logo-design-kaise-karen


Yahan apne website ka naam likhe.

Yahan se font family select kar lijiye.

Yahan par text size set kar lijiye.

Ab agar aap logo me kisi icon ko jodna chahate hain. To Add Symbol par click kare.


online-stylish-logo-design-kaise-banaye


Ab jaisa ki aap dekh rahe hain ki yahan ek icon aur ek text hai. To jab aap icon edit karna chahe, tab 

icon select kare aur jab text edit karna ho tab text select kare.


Aap yahan par “X” bhi dekh rahe honge. Iska matlab ye hai ki har ek alphabet se icon design change ho 
jata hai. Yaani ki agar aapko aisa hi koi dusra icon chahiye. To aap dusre alphabets likhkar check kar 


Is image me hamne text select kar ke rakha hai.


mobile-me-logo-kaise-banaye


Logo par jagen. Is option se aap colour change kar sakte hain. Apne website ke header ke anusar colour 


Yahan colour select kijiye ya HTML colour code likhiye.


stylish-logo-kaise-banate-hai


Ye bahut important setting hai. Yahi se aap apne Logo ko Style de sakte hai. Shadow ka matlab 
parchhai hota hai.

Yahan aap shadow ka dhundhlapan set kar sakte hain.

Yahan shadow ki najdiki aur duri set kar sakte hain.

Yahan shadow ka colour aur uski gaharai set kar sakte hain.

Ye sab karne ke baad Image par jaiye.

mobile-me-logo-kaise-banaya-jata-hai

Yahan image position set kijiye.

Yahan chaudaai set kijiye.

Yahan height set kijiye.

Yahan PNG format set kijiye.

Ab Composite select kijiye.

how-to-create-professional-logo


Yahan se aap dusra logo add kar sakte hai. Ye option un logo ke liye important hai. Jinhen Facebook 

page ya other things ke liye logo bana rahe hain.

Yahan se aap layers ko aage, pichhe ya remove kar sakte hain.

Ab agar apko stylish logo lnline banaya hua achha lag raha ho. Tab Create Composite par click kar 


online-logo-maker-and-free-download-without-sign-up

Apka blog ke liye stylish logo taiyar ho chuka hai. Download par click kijiye.


Google Keep, Best Notepad Kyu Hai? Website Ko Sirf 2 Day Me Google Me Index Kaise Karaye

Low RAM Phone Me Aasani Se Blogging Kaise Kare?

Online Logo Maker


Waise to cooltext ek complete Logo Generator hai. Lekin ham apko kuchh aur Online Logo Maker 

Tools ke bare me bata rahe hain. Taki apke paas jyada options rahe.

freelogodesign.org: yahan par aap bahut khubsurat logos bana sakte hain. Lekin mobile me logo edit 

karna bahut mushkil hai. Lekin desktop ke liye ek acchi Logo Generator Website hai.

logogenie.net: ek bhi ek Free Stylish Logo Generator Tool hai. Lekin me bhi aapko mobile me 

designing karne mein bahut dikkat hogi aur aap yahan bhi Without Signup Logo Download nahi kar 

sakte.

logofactoryweb.com: is tool me Logo Create karna bahut aasan hai. Aur aap Without Registration Logo 
Download kar sakte hain.

Logo Maker App


Ham aapko jitne bhi Logo Maker App ke bare me batane wale hain. Usase aap khubsurat Professional 

Logo bana sakte hain. Lekin iske liye aapko ko us app ka acche tarike se istemal karna sikhna hoga. 

YouTube me aise kai saare videos hai. Jahan se aap in apps ka istemal karna seekh sakte hain.

PicsArt

Pixel Lab

Canva

Photo Editor

Logo Pit

Conclusion

मेरी अंतिम राय इस लेख पे


कैसा लगा मेरा ये लेख मुझे तभी पता चलेगा जब आप निचे कमेंट करेंगे. तो आज हम क्या सीखे ये फिर से देख लेते 

हैं. आप सीखे वेबसाइट क्या है और इसके प्रकार (What is Website in Hindi). हम इसके सम्बन्धी सब्दों के बारे 

में भी विस्तार से चर्चा किए हैं. आपको सायद पता नहीं हो हर एक minute में 1 नई website बन रही है. भविष्यत  

में आपको सारी जानकारी आपको Inernet में ही मिल जाएगी जो अभी नहीं है. मेरी हमेशा से यही कोशिश रहती है 
की readers को Website के विषय में पूरी जानकारी प्रदान की जाये जिससे उन्हें किसी दुसरे sites या internet में 

उस article के सन्दर्भ में खोजने की जरुरत ही नहीं है. इससे उनकी समय की बचत भी होगी और एक ही जगह में 

उन्हें सभी information भी मिल जायेंगे. यदि आपके मन में इस article को लेकर कोई भी doubts हैं या आप 

चाहते हैं की इसमें कुछ सुधार होनी चाहिए तब इसके लिए आप नीच comments लिख सकते हैं. यदि आपको यह 

post Website क्या होता है in hindi पसंद आया या कुछ सीखने को मिला तब कृपया इस पोस्ट को Social 

Networks जैसे कि Facebook, Google+ और Twitter इत्यादि पर share कीजिये.

Thanks for giving you time

Previous Post Next Post